Yaadon Mein Har Pal Rahte Ho Tum,
Kabhi Na Dil Mein Khayaal Ho Tera Kam,
Tamanna Hai Yeh Dilki Mere,
Ki Tujhe Kabhi Chaahun Na Kam,
Bayaan Karun Jo Hai Dil Mein Mere,
KahNa Chaahen Hum,
KahNa Chaaho Tum,
Par Bayaan Karen To Hum Kaise Karen,
Dilse Hothon Tak Aaye Par,
Kahe Na Paayen Hum,Kahe Na Pao Tum
Aaj rootha howa ek shakhs bohut yaad aaya,
Acha guzzra howa kuch waqt bohut yaad aaya,
Jo mery dard ko seenay main chupa leta tha,
Aaj jab dard howa tu bohut yaad aaya.