Bina Dard ke aansu bahaye nahi jate, Bina pyar ke riste nibhaye nahi jate, Zindagi me is baat ko yaad rakhna, Kissi ko rula kar kabhi sapne sajaye nahi jate.
un se kehna wo hi aayi thi
rutjagon ke sawal layi thi
muhabaton kay peyam liye jis mein
chahaton ka bhi kuch shumar nahi
kah rahi thi keh.......
khawab dekhi hon
aur taabeer ko tarsti hon
zindagi be zarar si lagti hai
bin tere ik saza si lagti hai
teri khatir kin ghutan marhalon se guzri hon
dekh ke kitne hi roop dekhe hain
tujhko pane ki chah mein iss ne
karb ki kin kin hadood ko choo dala
aablay par chukay hain payon mein
un se kehna wo khood aayi thi
keh rahi thi Rab keh
Rab ne bheja hai
vo shanon’n pe zarkar anchal uchale
idhar se udhar mast zulfon ko dale
mian aur bache khuda key hawale
haseen hath mein narm file sambhale
kis andaz se naaz farma rahi hai
keh jaise chaman mein bahar aarahi hai
mubahis mein yun garam guftar hain sab
keh bas larne marne ko taiyar hain sab
fason kar hain sab, tarah dar hain sab
barabar barabar ki sarkar hain sab
idhar asghari bhir gayi akbari se
udhar tafil rone lage gallery se
“sapenchon” mein gote kinari ki batain
Bahu ki kifayat shuari ki batain
Prosan ki parhaiz gari ki batain
Gharz har bihayi, kunwari ki batain
Rawa'n hain hojum tajalli key dhare
Yeh aanchal simte, wo gesu sawanre
Dam-e-guftagu koi jaise na hare
Sitaron se takra rahe hai sitare
Bua ko to dekho nah gehna na pata
Bagett hath mein jaise dhoban ka khata
Ba andaz-e ghaiz-o-ghazab bolti hain
Ba aawaz-e shor-o- shghab bolti hain
Nahi bolti hain to kab bolti hain?
Mayan apne khwab mein gum ho gai hain
Abhi jagti thi'n abhi so gayi hain
Agar Kabhi Meri Yaad Aaye
To Chaand Raaton Ki
Dilgeer Roshni Main
Kisi Sitaray Ko Dekh Laina
Agar Woh Nakhal Falak Say Urh Kar
Tumharay Kadmoon
Aagiray To Yeh Jaan Laina
Woh Istiaara Tha Meray Dil
Kaa
Agar Naa Aaye?
Magar Yeh Mumkin Hi Kis
Tarha Hai Kay Tum Kisi
Par Nigah Daloo
Too Us Ki Deewaar e Jaan
Naa Tootay
Woh Apni Hasti Naa Bhool Jaye
Agar kabhi Meri Yaad Aaye
Garaiz Karti Hui Hawaoon
Ki Lehroon Pay Haath Rakhna
Main Khushbuoon Main
Tumhain Miloon Gaa
Mujhay Gulaab Ki Patioon
Main Talaash Karna
Main Aous Qatra Kay Aainay Main Tumhain Miloon Gaa
Agar Sitaaroon Main, Aous
Khushbhuoon Main
Naa Paoo Mujh Koo
To Apnay Kadmoon Main
Dekh Laina
Main Gird Hoti Musafitoon
Main Tumhain Miloon Gaa
kahin Pay Roshan Chiraagh
Dekh Loo To Jaan Laina
Kay Har Patangay Kay
Saath Main Bhi Sulag Chuka Hoon
Tum Apnay Haatoon Say In
Patangoon Ki Khaak Darya Main Daal Daina
Main Khaak Ban Kar
Sumandar Main Safar Karoon Gaa
]Kisi Naa Dekhay Huay
Jazeeray Par Ruk Kay
Tumhain Sadain Doon Gaa
Sumandaroon Kay Safar
Pay Nikloo
Too Is Jazeeray Pay Kabhi Utarna
Agar Kabhi Meri Yaad Aaye
vo shanon’n pe zarkar anchal uchale
idhar se udhar mast zulfon ko dale
mian aur bache khuda key hawale
haseen hath mein narm file sambhale
kis andaz se naaz farma rahi hai
keh jaise chaman mein bahar aarahi hai
mubahis mein yun garam guftar hain sab
keh bas larne marne ko taiyar hain sab
fason kar hain sab, tarah dar hain sab
barabar barabar ki sarkar hain sab
idhar asghari bhir gayi akbari se
udhar tafil rone lage gallery se
“sapenchon” mein gote kinari ki batain
Bahu ki kifayat shuari ki batain
Prosan ki parhaiz gari ki batain
Gharz har bihayi, kunwari ki batain
Rawa'n hain hojum tajalli key dhare
Yeh aanchal simte, wo gesu sawanre
Dam-e-guftagu koi jaise na hare
Sitaron se takra rahe hai sitare
Bua ko to dekho nah gehna na pata
Bagett hath mein jaise dhoban ka khata
Ba andaz-e ghaiz-o-ghazab bolti hain
Ba aawaz-e shor-o- shghab bolti hain
Nahi bolti hain to kab bolti hain?
Mayan apne khwab mein gum ho gai hain
Abhi jagti thi'n abhi so gayi hain
un se kehna wo hi aayi thi
rutjagon ke sawal layi thi
muhabaton kay peyam liye jis mein
chahaton ka bhi kuch shumar nahi
kah rahi thi keh.......
khawab dekhi hon
aur taabeer ko tarsti hon
zindagi be zarar si lagti hai
bin tere ik saza si lagti hai
teri khatir kin ghutan marhalon se guzri hon
dekh ke kitne hi roop dekhe hain
tujhko pane ki chah mein iss ne
karb ki kin kin hadood ko choo dala
aablay par chukay hain payon mein
un se kehna wo khood aayi thi
keh rahi thi Rab keh
Rab ne bheja hai
insan ko bator insa.n salam kar
har surat haq-e-insan ka ahtaram kar
na kar kisi zalim ki khoshamad
baat karay to sacha kalam kar
ay nasah gar to bashar dost hai
tu zindagi jahad-e-insa.n ke naam kar
koi bhi faisla karne se pehlay
soza apne zameer se namah-o-peyam kar