Socha kisi apne se baat karun,
Apne kisi khaas ko yaad karun,
Kiya jo faisla eid mubarak kehne ka,
Dil ne kaha kyun na aapseshuruwat karun.
*EID MUBARAK*
Baarish Ka Pani
Boondon Ka Tapakna Dil Ka Dharkna
Kuch Halat Hain Aise
Sab Jazbaat Hain Aise
K Har Pal Har Lamha Tumhein Yaad Karte Hain
auR
Har Saal After Ramazan Tumhein Bharpoor
Eid-ul-Fitr-Fitar
Wish Karte Hain..