wo bakhsta hai gunah-e-azeem bhi laikin
hamari choti si naiki sambhal rakhta hai
hum usay bhool jaate hain roshni main
wo tareeqi main bhi khayal rakhta hai
jo kabhi dair se lotoon to meri maa ki tarah
wo mere rizk ka hissa nikaal rakhta hai
gharon main jinke diya bhi nahin hai unke liye
fiza main chand sitaare uchaal rakhta hai
mohabbat apne bandon se kamal rakhta hai
wo aik ALLAH hi hai jo tera aur mera khayal lazawal rakhta hai

0 comments:
Post a Comment
Comment here......