Friday 20 July 2012

shayery

Aik aadmi shayery main buhat mashhor tha. Wo aik din aik moshaire main gia aur apna kalam sunana shuru kia. “do paint” majma se aawaz aai.
Wah……….wha!’
“do shartain.”
“wah! Kia khub.” Samain ne dad di.
“aik topi.”
“Wah! Kia khub, dobara irshad ………… “ majma ne israr kia.
Shayar ghabra kar bola.” Maaf kijye ga main gazal kay bajaye dhobi ka bil utha laya hoon.

0 comments:

Post a Comment

Comment here......

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...